SEARCH RESULTS
Showing search results for "paimaana"
Nazm MATCHES FOR "paimaana"
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
KHizr-e-rah
anjum-e-kam-zau giraftaar-e-tilism-e-maahtaab
dekhtaa kyaa huu.n ki vo paik-e-jahaa.n-paimaa KHizr
Allama Iqbal
Nazm
tum nahin aae the jab
Gam ke paimaana-e-sar-shaar ko chhalkaate hu.e
barg-haa-e-lab-o-ruKHsaar ko mahkaate hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
ek taswir-e-rang
dil kii taskii.n bhii hai aasaa.ish-e-hastii kii daliil
zindagii sirf zar-o-siim kaa paimaana nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
sarmaya-dari
magar bad-mast hai har har qadam par la.Dkha.Daatii hai
mubaarak dosto labrez hai ab is kaa paimaana
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nargis-e-mastana
har dil hai tirii bazm me.n labrez-e-mai-e-ishq
ik aur bhii paimaana se paimaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
badnam ho raha hun
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
us sham.a-ruu kaa jab se parvaana ban gayaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
gunah
apne hii baada se labrez thaa paimaana miraa
us ke lauT aane kaa imkaan na thaa
Noon Meem Rashid
Nazm
iqbaal ke mazar par
ba-zer-e-saaya-e-diivaar-e-masjid hai jo aasuuda
ye KHaakii jism hai sattar baras kaa raah paimuuda
Hafeez Jalandhari
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
kyaa paimaana za.ng-aaluud thaa
ye chaadar tumhe.n miTTii se duur rakhegii