SEARCH RESULTS
Showing search results for "pairahan"
Nazm MATCHES FOR "pairahan"
Nazm
tumhaare husn ke nam
salaam likhtaa hai shaa.er tumhaare husn ke naam
bikhar gayaa jo kabhii ra.ng-e-pairahan sar-e-baam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
jise lahuu ke sivaa ko.ii rang raas na aa.e
hame.n hayaat ke us pairahan se nafrat hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
ye taar taar pairahan uruusa-e-bahaar kaa
ye KHanda-zan sadaaqate.n qayaamate.n liye hu.e
Amir Usmani
Nazm
chalo chhoDo
mujhe ehsaas hii kab thaa
ki tum bhii mausamo.n ke saath apne pairahan ke rang badlogii
Mohsin Naqvi
Nazm
tumhein kya
KHushbuu tumhaare pairahan kii har shikan se
izn le kar har taraf vahshat luTaatii thii
Mohsin Naqvi
Nazm
marsiye
garmi-e-rashk se har anjuman-e-gul-badanaa.n
tazkira chhe.De tirii pairahan-aaraa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
lailaa-e-vatan ke pairahan me.n
baaruud kii buu nahii.n rahegii
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
is na.ii aag kaa aqvaam-e-kuhan ii.ndhan hai
millat-e-KHatm-e-rusul shola-ba-pairaahan hai
Allama Iqbal
Nazm
jahan main hun
jahaa.n mai.n huu.n
hazaaro.n KHvaahishe.n aasuudgii kii zindagii kaa pairahan ban kar