SEARCH RESULTS
Showing search results for "parde"
Nazm MATCHES FOR "parde"
Nazm
kitaben
ka.ii lafzo.n ke ma.anii gir pa.De hai.n
binaa patto.n ke suukhe TunD lagte hai.n vo sab alfaaz
Gulzar
Nazm
farman-e-KHuda
kyuu.n KHaaliq o maKHluuq me.n haa.il rahe.n parde
piiraan-e-kaliisaa ko kaliisaa se uThaa do
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
yahaa.n hayaat ke parde me.n maut paltii hai
shikast-e-saaz kii aavaaz ruuh-e-naGma hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
kuchh log hai.n jo is daulat par
parde laTkaate phirte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
naya shiwala
aa Gairiyat ke parde ik baar phir uThaa de.n
bichh.Do.n ko phir milaa de.n naqsh-e-du.ii miTaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
jis ke parde me.n miraa maah-e-ravaa.n Duub sake
tum se chaltii rahe ye raah, yuu.nhii achchhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek makDa aur makkhi
laTke hu.e darvaazo.n pe baariik hai.n parde
diivaaro.n ko aa.iino.n se hai mai.n ne sajaayaa
Allama Iqbal
Nazm
roTiyan
kartaa pare hai kyaa vo uchhal kuud jaa-ba-jaa
diivaar phaa.nd kar ko.ii koThaa uchhal gayaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
shudr kahlaa.e raakshas kahlaa.e
ra.nj pardes ke magar na uThaa.e
Altaf Hussain Hali
Nazm
aazadi
jo raaj karte hai.n jamhuuriyat ke parde me.n
unhe.n bhii hai sar-o-saudaa-e-KHaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
ab un kaa anjaam aise suurat-garo.n ke parde
abhii nahii.n jin ke ko.ii chehre