SEARCH RESULTS
Showing search results for "parhez"
Nazm MATCHES FOR "parhez"
Nazm
zaban-daraaz
so guftuguu se parhez karne par majbuur huu.n
meraa lahja karaKHt aur aavaaz bhaarii ho ga.ii hai
Ammar Iqbal
Nazm
rishwat
daaku.o.n ke daur me.n parhez-gaarii jurm hai
jab hukuumat KHaam ho to puKHta-kaarii jurm hai
Josh Malihabadi
Nazm
saqi nama
jo musalmaa.n hai.n ummat-e-a.ngrez
mai-kashii se unhe.n nahii.n parhez
Nazm Tabatabai
Nazm
KHud-kushi karne ka agla mansuba
is liye parhez kiyaa jaa.e aurte.n jalaane se
pul par izhdihaam thaa traffic kaa
Sidra Sahar Imran
Nazm
ek cancer ke mariz ki baD-baD
aur to saare parhez KHatm aap ke aaj se
shave mat kiijiyegaa
Shariq Kaifi
Nazm
zeyabetis ke mariz
ho zeyabetis jise us kii davaa parhez hai
hai rafiiq-e-zindagii ye dukh jo dard-aamez hai
Syed Mohammad Jafri
Nazm
naghma-e-watan
yahaa.n parhez kaisaa aa.o rindaan-e-vatan aa.o
ki jaam apnaa hai apnaa mai-kada piir-e-muGaa.n apnaa
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
shikwa
qaum-e-aavaara inaa.n-taab hai phir suu-e-hijaaz
le u.Daa bulbul-e-be-par ko mazaaq-e-parvaaz
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai