SEARCH RESULTS
Showing search results for "parhez"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "parhez"
Ghazal
bahaaro.n me.n bhii mai se parhez tauba
'KHumaar' aap kaafir hu.e jaa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Quote
Saadat Hasan Manto
PAGE MATCHES FOR "parhez"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
parhez
परहेज़پَرْہیز
abstinence, forbearance, temperance, keeping aloof, caution, continence, care, prevention, sobriety
MORE MATCHES FOR "parhez"
Ghazal
sharaab mu.nh se lagaate nahii.n hai.n ai zaahid
firaaq-e-yaar me.n parhez-gaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
yuu.n piir-e-muGaa.n sheKH-e-haram se hu.e yak-jaa.n
mai-KHaane me.n kam-zarfi-e-parhez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zaban-daraaz
so guftuguu se parhez karne par majbuur huu.n
meraa lahja karaKHt aur aavaaz bhaarii ho ga.ii hai
Ammar Iqbal
Sher
zamiir-e-laala mai-e-laal se hu.aa labrez
ishaara paate hii suufii ne to.D dii parhez
Allama Iqbal
Ghazal
jab qadam us kaafir-e-bad-kesh kii jaanib ba.Dhe
duur pahu.nche sau qadam parhez-gaarii rah ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Nazm
rishwat
daaku.o.n ke daur me.n parhez-gaarii jurm hai
jab hukuumat KHaam ho to puKHta-kaarii jurm hai
Josh Malihabadi
Ghazal
dil par ho iKHtiyaar to hargiz na kariye ishq
parhez kariye is maraz-e-jaa.n-gudaaz se