SEARCH RESULTS
Showing search results for "pil"
Nazm MATCHES FOR "pil"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
husn-e-qubul
garaj rahaa hai siyah mast piil paikar-e-abr
udaas koh kii choTii pe ek tanhaa pe.D
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
sal-e-nau ka hangama
hai zer-dastiyo.n pe zabardastiyo.n kii taaKHt
moraan-e-niim-jaan kii hai piil-e-damaa.n se jang
Zafar Ali Khan
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
tire labo.n se halaavat ke ghuu.nT pii letaa
hayaat chiiKHtii phirtii barahna sar aur mai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
ham kab tak piit ke dhoke me.n
tum kab tak duur jharoke me.n
Ibn e Insha
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tulu-e-islam
haram rusvaa hu.aa piir-e-haram kii kam-nigaahii se
javaanaan-e-tataarii kis qadar saahab-nazar nikle
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
teGo.n ke saa.e me.n ham pal kar javaa.n hu.e hai.n
KHanjar hilaal kaa hai qaumii nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
suna hai
kabhii tuufaan aa jaa.e, ko.ii pul TuuT jaa.e to
kisii lak.Dii ke taKHte par