SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarzaa"
Nazm MATCHES FOR "qarzaa"
Nazm
sab kuchh hai apne des mein roTi nahin to kya
qarza to mil rahaa hai hame.n har dukaan se
KHairaat aa rahii hai ba.Dii aan-baan se
Shamsii Meenai
Nazm
agli rut ki namaz
kisii bhii chaukhaT kaa ko.ii qarzaa
mirii jabii.n par rahe na larzaa.n
Shahnaz Nabi
Nazm
gul ba-nok-e-Khaar
ki har suurat adaa karnaa hai mujh ko
kisii biivii kii laachaarii kaa qarza
Qaisar Ziya Qaisar
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
koi ye kaise batae
is luTe ghar pe diyaa kartaa hai dastak ko.ii
aas jo TuuT ga.ii phir se ba.ndhaataa kyuu.n hai
Kaifi Azmi
Nazm
KHuda ka sawal
farishto.n se sajda bhii karvaa diyaa
ki tere liye mai.n ne kyaa na kiyaa
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
bachche ki dua
ho miraa kaam Gariibo.n kii himaayat karnaa
dard-mando.n se za.iifo.n se mohabbat karnaa
Allama Iqbal
Nazm
intisab
ko aa aa ke kartaa hai aksar vazuu
jin ke saayo.n me.n kartii hai aah-o-bukaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
tujh se shikva bhii agar kartaa to kaise kartaa
mai.n vo sabza thaa jise rau.nd diyaa jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Nazm
ye fasl umidon ki hamdam
ik fasl pakii to bharpaayaa
jab tak to yahii kuchh karnaa hai