SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarze"
Nazm MATCHES FOR "qarze"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
jo ishq ko kaam samajhte the
yaa kaam se aashiqii karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek udas sham ke nam
ham ahl-e-e'tibaar kitne bad-nasiib log hai.n
kisii se bhii to qarz-e-aabruu adaa nahii.n hu.aa
Iftikhar Arif
Nazm
abba ka chaaliswan
beTaa bichaara dab gayaa qarze ke baar se
barso.n tak ab chhu.Daa.egaa piichhaa udhaar ke
Nashtar Amrohvi
Nazm
hum bure log hain
qarz-e-aa.iina chukaane ke liye aks se mahruum hu.e
aur insaa.n se mohabbat kaa sila
Saleem Kausar
Nazm
nazm ittihad
hushyaar ko.ii laakh kare to hai be-KHabar
is darja be-hayaa ki nahii.n dil pe kuchh asar
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
hamare shajre bikhar gae hain
lahuu kii ik ek buu.nd kaa sab KHiraaj de kar
tamaam qarze chukaate aa.e
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
zamin ka qarz
zamii.n kaa qarz hai ham sab ke dosh-o-gardan par
ajiib qarz hai ye qarz-e-be-talab kii tarah
Shaz Tamkanat
Nazm
kab se mahw-e-safar ho
hijr kii kin zamaano.n me.n ashko.n kii maalaa piro.ii
kin hisaabo.n chukaayaa qarz-e-junuu.n
Sajida Zaidi
Nazm
ajnabi shahr
har qadam par ye ehsaas hai
ik na.ii car banko.n ke qarze kyaa yahii apnii miiraas hai