SEARCH RESULTS
Showing search results for "qarze"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qarze"
Ghazal
qarz-e-nigaah-e-yaar adaa kar chuke hai.n ham
sab kuchh nisaar-e-raah-e-vafaa kar chuke hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
abhii se barf ulajhne lagii hai baalo.n se
abhii to qarz-e-mah-o-saal bhii utaaraa nahii.n
Iftikhar Arif
PAGE MATCHES FOR "qarze"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qarze"
Ghazal
ko.ii to aarzuu-e-farozaa.n sambhaal rakh
haa.n apne sar pe qarz-e-tamannaa ko.ii to ho
Kishwar Naheed
Ghazal
manDii ne luuT lii.n javaa.n-fasle.n kisaan kii
qarze ne KHud-kushii kii taraf dhyaan kar diyaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
nahii.n jaltaa to utartaa nahii.n qarz-e-zulmat
jalnaa chaahuu.n to mujhe log bujhaane lag jaa.e.n
Bedil Haidri
Ghazal
'naziir' mar ke chukaanaa pa.Degaa qarz-e-hayaat
nahii.n gar aaj to kal intiqaal rakkhaa hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
Fatima Hasan
Ghazal
ye qarz-e-kaj-kulahii kab talak adaa hogaa
tabaah ho to ga.e hai.n ab aur kyaa hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
mai.n tark-e-ta.alluq pe bhii aamaada huu.n lekin
tuu bhii to miraa qarz-e-Gam-e-hijr adaa kar
Hasan Abbas Raza
Ghazal
nahii.n hai ghar me.n maal o zar to kyaa Gam
viraasat me.n magar qarze na rakhnaa
