SEARCH RESULTS
Showing search results for "raagii"
Nazm MATCHES FOR "raagii"
Nazm
tujhe dekhne ke baad
ko.ii bai-raagii saahil pe kha.Daa
kisii suufii shaa.ir kaa kalaam gungunaataa rahaa ho
Afroz Alam
Nazm
saza
har baar mere saamne aatii rahii ho tum
har baar tum se mil ke bichha.Dtaa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
qaid-e-mausam se tabii.at rahii aazaad us kii
kaash gulshan me.n samajhtaa ko.ii fariyaad us kii
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
jis kii ulfat me.n bhulaa rakkhii thii duniyaa ham ne
dahr ko dahr kaa afsaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
vaa.iz-e-qaum kii vo puKHta-KHayaalii na rahii
barq-e-tab.ii na rahii shola-maqaalii na rahii
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
ki tuu nahii.n tiraa Gam terii justujuu bhii nahii.n
guzar rahii hai kuchh is tarah zindagii jaise
Sahir Ludhianvi
Nazm
nisar main teri galiyon ke
yuu.nhii hamesha ulajhtii rahii hai zulm se KHalq
na un kii rasm na.ii hai na apnii riit na.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek aarzu
paanii ko chhuu rahii ho jhuk jhuk ke gul kii Tahnii
jaise hasiin ko.ii aa.iina dekhtaa ho
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
suuliyo.n par hamaare labo.n se pare
tere ho.nTo.n kii laalii lapaktii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
waqt
vasii.a-tar aur vasii.a-tar hotii jaa rahii hai
ye apnii baa.nhe.n pasaartii hai