SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaz-e-ejaaz-e-masiihaa"
Nazm MATCHES FOR "raaz-e-ejaaz-e-masiihaa"
Nazm
ghaalib
be-haqiiqat lagaa ejaaz-e-masiihaa tujh ko
jab kahaa tuu ne ki har fard hai naa-KHvaa.nda-varaq
Shuja Farrukhi
Nazm
zist-mizajon ka nauha
ek andesha-e-iijaaz-e-talaatum kii taraf
jis kii tahziib pe tahriir hai.n naame tere
Iliyas Babar Aawan
Nazm
meri maut ke masiha!
merii maut ke masiihaa!
tiin barr-e-aazmo.n pe tum ne meraa piichhaa kiyaa hai
Ejaaz Ahamd
Nazm
koyal
aur tujh se ham-suruud-e-naGma-e-ejaaz hai
bazm-e-qudrat me.n tirii goyaa shariik-e-raaz hai
Suroor Jahanabadi
Nazm
shri guru-nanak
raaz-e-qudrat ke KHabar-daar guruu-naanak the
vaaqif-e-aalam-e-asraar guruu-naanak the
Shatir Amritsari
Nazm
wo
ik raaz-e-tamanna ki jo ho.nTo.n pe chalaa aa.e
ik harf-e-mukarrar ki jo baato.n me.n kahaa jaa.e
Akhlaq Ahmad Ahan
Nazm
eajaz-e-tasawwur
zohra kahne lagii ai bazm falak ke qaasid
zard rau pahlii hii manzil me.n hu.aa to kyuu.n kar
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
nishan aur bhi hain
mohabbat ke raaz-e-nihaa.n aur bhii hai.n
fasaane pas-e-daastaa.n aur bhii hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
ruh-e-iqbaal se
terii nazar me.n hai tamaam raaz-e-hayaat qaum kaa
tere nafas se murta.ish raaz-e-hayaat qaum kaa
Jauhar Nizami
Nazm
qadam mila ke chalo
tumhaare azm se insaan paa.e Gam se najaat
misaal-e-KHizr-o-masiihaa bane tumhaarii zaat
Syeda Farhat
Nazm
etiraf
har masarrat me.n hai raaz-e-Gam-o-hasrat pinhaa.n
kyaa sunogii mirii majruuh javaanii kii pukaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
husn-e-bimar
aise izmehlaal par duniyaa kii barnaa.ii nisaar
aisii biimaarii par ejaaz-e-masiihaa.ii nisaar
Josh Malihabadi
Nazm
shikwa
dard-e-lailaa bhii vahii qais kaa pahluu bhii vahii
najd ke dasht o jabal me.n ram-e-aahuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
soz-o-gudaz
kyo.n ta.ammul hai tujhe roz-e-ajal aane me.n
ziist kaa lutf milegaa mujhe mar jaane me.n