SEARCH RESULTS
Showing search results for "rach"
Nazm MATCHES FOR "rach"
Nazm
main bach gai man
tire kachche lahuu kii meh.ndii
mire por por me.n rach ga.ii maa.n
Zehra Nigaah
Nazm
tere KHaton ki KHushbu
tere KHato.n kii KHushbuu
haatho.n me.n bas ga.ii hai saa.nso.n me.n rach rahii hai
Qateel Shifai
Nazm
holi
kal vaqt-e-shaam suuraj malne ko mu.nh par us ke
rakh kar shafaq ke sar par tasht-e-gulaal aayaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
yaran-e-najd
kaano.n me.n rach rahii hai koyal keii kuuk ab tak
'naazir' kaa hai vaziifa us dhun me.n gungunaanaa
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
isbaat
haliif hai saarii azmato.n kaa sadaaqato.n kaa
hamaare KHuu.n me.n jo rach ga.ii hai.n
Muzaffar Eraj
Nazm
gham-gusar
dhuup me.n saath kha.De hone vaalo.n kii KHushbuu
dil ke andar rach jaatii hai
Hamida Shaheen
Nazm
tujhse jab aankh laDi
KHaar-zaar-e-rah-e-ulfat ko gulistaa.n samjhaa
vaadii-e-Gam ke KHam-o-pech kaa ehsaas na thaa
Amjad Najmi
Nazm
shikwa
to.De maKHluuq KHudaa-vando.n ke paikar kis ne
kaaT kar rakh diye kuffaar ke lashkar kis ne
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
aag sii siine me.n rah rah ke ubaltii hai na puuchh
apne dil par mujhe qaabuu hii nahii.n rahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kabhi kabhi
bhaTak rahii hai KHalaa.o.n me.n zindagii merii
inhii KHalaa.o.n me.n rah jaa.uu.ngaa kabhii kho kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
zaKHm bhar jaa.e.n magar daaG to rah jaataa hai
duuriyo.n se kabhii yaade.n to nahii.n mar saktii.n
Ahmad Faraz
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi se Darte ho
ye shab-e-zabaa.n-bandii hai rah-e-KHudaa-vandii
tum magar ye kyaa jaano