SEARCH RESULTS
Showing search results for "rach"
Ghazal MATCHES FOR "rach"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
ye KHaamushii to rag-o-pai me.n rach ga.ii 'naasir'
vo naala kar ki dil-e-sa.ng se sadaa nikle
Nasir Kazmi
Ghazal
shaayad ki rach ga.ii hai hamaare KHamiir me.n
sau baar sulh par bhii adaavat ga.ii nahii.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
merii hatheliyo.n pe jo meh.ndii se rach ga.e
ye aa.nsu.o.n me.n bhiige rumaalo.n ke daaG hai.n
Kunwar Bechain
Ghazal
mujh me.n rach bas gayaa hai pyaar aisaa
sab ko duniyaa me.n pyaar kartaa huu.n
Mahir Bilgrami
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
tarbiyat KHuun me.n rach jaa.e to tab hotaa hai
varna aasaa.n nahii.n jaanaa kisii karbal ke liye
Saadullah Shah
Ghazal
mujh me.n rach bas ke bhii tuu mujh se alag KHud se alag
tere jiivan kii amiT-ruup ikaa.ii na ga.ii
Nasir Shahzad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
vo boltaa to fazaa naGmagii me.n rach jaatii
gale me.n ho ko.ii us ke rabaab lagtaa thaa
Ibn-e-Mufti
Ghazal
rach ga.ii jis me.n tire dard kii dhuup
mai.n vahii 'shaam' huu.n pahchaan mujhe