SEARCH RESULTS
Showing search results for "rizq-e-KHaashaak"
Nazm MATCHES FOR "rizq-e-KHaashaak"
Nazm
jo log raaton ko jagte the
vo rizq-e-KHaashaak ban chuke the
tamaam manzar tamaam chehre jo dhiire dhiire sulag rahe the
Asad Badayuni
Nazm
jawab-e-shikwa
KHas o KHaashaak se hotaa hai gulistaa.n KHaalii
Gul-bar-andaaz hai KHuun-e-shohdaa kii laalii
Allama Iqbal
Nazm
dariche ke qarib
har shab-e-aish guzar jaane par
ba-har-e-jam-e-KHas-o-KHaashaak nikal jaataa huu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
meri shaeri
baseraa KHas-o-KHaar-o-KHaashaak par hai
magar haath har KHosha-e-taak par hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
nur-jahan ka mazar
pazhmurda vo gul dab ke hu.e KHaak ke niiche
KHvaabiida hai.n KHaar-o-KHas-o-KHaashaak ke niiche
Tilok Chand Mahroom
Nazm
jamuna
huure.n aa kar KHuld se tauf-e-mazaar-e-paak ko
jhaa.Dtii palko.n se hai.n gard-o-KHas-o-KHaashaak ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
dur bahut dur insan shahrah-e-irtiqa par
KHaar-o-KHas-o-KHaashaak kii duniyaa se bhii aage
mehr-o-mah-o-aflaak kii duniyaa se bhii aage
Mustafa Rahi
Nazm
rag-yug ki nazmen
KHas-o-KHaashaak dhatuuraa naag-phanii
aur vahii.n champaa kii shaaKH bhii
Shafiq Fatima Shera
Nazm
dekh lo ge KHud!
KHas-o-KHaashaak me.n Dhal kar
tumhaarii muntazir aa.nkhe.n salaamat rah ga.ii.n to
Arifa Shahzad
Nazm
shab-e-tanhai
KHas-o-KHaashaak hu.ii merii talab
suurat-e-duud hu.aa meraa junuu.n
Salahuddin Parvez
Nazm
kahan jaoge
arsh ke diida-e-namnaak se baarii-baarii
sab sitaare sar-e-KHaashaak baras jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tark-e-daryuza
tuu ne vahmo.n ko bhii iimaa.n samjhaa
gil kahaa.n aur KHas-o-KHaashaak kahaa.n