SEARCH RESULTS
Showing search results for "rukh-e-raushan"
Nazm MATCHES FOR "rukh-e-raushan"
Nazm
eid us pari-wash ki
jhalkaa ruKH-e-raushan pe hasii.n sub.h kaa partav
gulnaar hathelii pe hinaa dene lagii lau
Abdul Ahad Saaz
Nazm
shikwa
aa.e ushshaaq ga.e vaada-e-fardaa le kar
ab unhe.n Dhuu.nD charaaG-e-ruKH-e-zebaa le kar
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-id
kyaa shai hai kyaa kahuu.n ruKH-e-KHandaan-e-sub.h-e-iid
goyaa bahaar par hai gulistaan-e-sub.h-e-iid
Master Basit Biswani
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eajaz-e-tasawwur
bha.Dke ik aah kahaa chaa.nd ne yuu.n zohra se
ai nigaar-e-ruKH-e-zebaa-e-bahaar-e-aflaak
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
maqsud-e-ulfat
terii ulfat ke hai qaabil ruKH-e-zebaa-e-bahaar
jis ke anmol javaahar kaa nahii.n ko.ii shumaar
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
aa.e nazar uluum-e-jadiidah kii raushnii
jis se KHajil ho nuur ruKH-e-mehr-o-maah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
KHizan ke git
abhii to anjuman-e-mehr-o-maah bikne do
abhii naqaab-e-ruKH-e-husn-e-yaar baaqii hai
Razia Rana
Nazm
kashmir
har laala-e-kuhsaar hai shakl-e-gul-e-raahat
daaG us ke hai.n yaa KHaal-e-ruKH-e-huur-e-masarrat
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kahan hai aa ja
roz-o-shab muntazir-e-diid-e-ruKH-e-yaar huu.n mai.n
dil hai vaqf-e-Gam-e-aalaam kahaa.n hai aa jaa