SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuthtii"
Nazm MATCHES FOR "ruuthtii"
Nazm
shahar-bano ke liye ek nazm
to saato.n sur samaa.at me.n samaa kar raqs karte hai.n
kabhii tum ruuThtii ho
Rehman Faris
Nazm
ye ishq-nagar wo basti hai
yahaa.n ruuThtii hai.n jab taqdiire.n
phir chaltii nahii.n hai.n tadbiire.n
Arshad Mahmood Arshad
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
aap hii aap ka.ii baar vo ruuThaa hogaa
vo nahii.n hai to bulandii kaa safar kitnaa kaThin
Parveen Shakir
Nazm
aurat
taptii saa.nso.n kii haraarat se pighal jaatii hai
paa.nv jis raah me.n rakhtii hai phisal jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo ban ke kalii muskuraatii hai aksar
shab-e-hijr me.n jo rulaatii hai aksar
Tahir Faraz
Nazm
saqi-nama
farozaa.n hai siine me.n sham-e-nafas
magar taab-e-guftaar rakhtii hai bas
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
tuu kisii aur ke daaman kii kalii hai lekin
merii raate.n tirii KHushbuu se basii rahtii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
zabaan KHushk hai aavaaz ruktii jaatii hai
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHamosh aawaz
aa.o mai.n tum se ruuTh sii jaa.uu.n
aa.o mujhe tum ha.ns ke manaa lo