SEARCH RESULTS
Showing search results for "saalahaa"
Nazm MATCHES FOR "saalahaa"
Nazm
sita
rahii saalahaa saal tuu jaada-paimaa
ye dhun thii ki tai ho.n riyaazat kii raahe.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
dimagh le lo
dimaaG le lo dimaaG le lo
ba.Dii hii mehnat se parvarish kii hai saalahaa saal lag chuke hai.n
Zeeshaan sajid
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
kashti-e-haq kaa zamaane me.n sahaaraa tuu hai
asr-e-nau-raat hai dhundlaa saa sitaaraa tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
ik shahanshaah ne daulat kaa sahaaraa le kar
ham Gariibo.n kii mohabbat kaa u.Daayaa hai mazaaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
tulu-e-islam
haram rusvaa hu.aa piir-e-haram kii kam-nigaahii se
javaanaan-e-tataarii kis qadar saahab-nazar nikle
Allama Iqbal
Nazm
farar
kitnii be-kaar umiido.n kaa sahaaraa le kar
mai.n ne aivaan sajaa.e the kisii kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
jin ke qadmo.n ko kisii rah kaa sahaaraa bhii nahii.n
un kii nazro.n pe ko.ii raah ujaagar kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safar ke waqt
tumhaare saare sahaaba ne tum ko chho.D diyaa
mujhe qalaq hai ki be-yaar ho ga.e ho tum
Jaun Eliya
Nazm
hasan kuza-gar (1)
(vahii chaak jo saal-haa-saal jiine kaa tanhaa sahaaraa rahaa thaa)
vo shaano.n se mujh ko hilaatii
Noon Meem Rashid
Nazm
hiras
kahii.n aisaa na ho paa.nv mire tharraa jaa.e.n
aur tirii marmarii.n baa.nho.n kaa sahaaraa na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-KHudaa kaa amal ishq se saahab faroG
ishq hai asl-e-hayaat maut hai us par haraam
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
tum mast javaanii me.n jin se
KHalvat ko sajaayaa karte the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zara si baat
aa.nkh ke dariiche me.n tum ne jo sajaayaa thaa
baat us diye kii hai