SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaya"
Nazm MATCHES FOR "saaya"
Nazm
saza
tum mujh ko jaan kar hii pa.Dii ho azaab me.n
aur is tarah KHud apnii sazaa ban gayaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
zindagi se Darte ho
dev kaa jo saaya thaa paak ho gayaa aaKHir
raat kaa libaada bhii
Noon Meem Rashid
Nazm
nisar main teri galiyon ke
Garaz tasavvur-e-shaam-o-sahar me.n jiite hai.n
giraft-e-saaya-e-diivaar-o-dar me.n jiite hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
tum ahl-e-harf ki pindaar ke sanaa-gar the
vo aasmaan-e-hunar ke nujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-hindi
parbat vo sab se uu.nchaa ham-saaya aasmaa.n kaa
vo santarii hamaaraa vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
qatra-e-KHuun-e-jigar sil ko banaataa hai dil
KHuun-e-jigar se sadaa soz o suruur o suruud
Allama Iqbal
Nazm
akele
kis qadar siidhaa, sahal, saaf hai rasta dekho
na kisii shaaKH kaa saaya hai, na diivaar kii Tek
Gulzar
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
ye bachcha kaalaa kaalaa saa
ye kaalaa saa maTiyaalaa saa
Ibn e Insha
Nazm
aurat
majbuur ke sar par hai shaahii kaa vahii saayaa
baazaar hai vo ab tak jis me.n tujhe nachvaayaa
Habib Jalib
Nazm
muflisi
zan bachche rote hai.n goyaa naanii guzar ga.ii
ham-saaya puuchhte hai.n ki kyaa daadii mar ga.ii