SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadqa"
Nazm MATCHES FOR "sadqa"
Nazm
man tere jaane ke baad
kaun ab mere liye dast-e-du.aa phailaa.egaa
kis tarah aafaat kaa sadqa utaaraa jaa.egaa
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
hilal-e-eid
hai musalmaano.n par vaajib sadqa-e-eid-ul-fitr
paa ke rozii KHush hai.n Gorabaa ye nihaal-e-eid hai
Nisar Kubra Azimabadi
Nazm
nani-aman ki wafat par ek nazm
roze nafle.n vaziife tasbiihe.n
sadqa minnat muraad piir-faqiir
Abdul Ahad Saaz
Nazm
jamhuriyat zindabaad
ye hai jamhuuriyat kaa hii sadqa
jis ne suuraj nayaa nikaalaa hai
Mohi Bakhsh Qadiri
Nazm
sisakti mazlumiyat ke nam
lahuu kaa sadqa utaartii hai.n
falak kii jaanib nazar uThaa.e na jaane kis ko pukaartii hai.n
Tariq Qamar
Nazm
eid ka chand dekh kar
sub.h KHairaat ke aa.ngan me.n Gariibii hogii
phir vahii sadqa-e-jaa.n ab ke baras paa.e.nge
Moazzam Ali Khan
Nazm
talab ki sabz miTi
paiGaam-rasaanii kii pahlii u.Daan bharne ke muntazir hai.n
is muskuraahaT kaa sadqa utaarne ko
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
shab-e-shikast
phir chaahe vo us ke juute banaa.e
yaa apnii balaa.o.n kaa sadqa utaare
Osama Khalid
Nazm
fariyaad-e-bewa
dil se du.aa hai daataa de is se bhii ziyaada
KHairaat jaan-o-tan kii bachcho.n kaa apne sadqa
Master Basit Biswani
Nazm
saza
jab mai.n tumhe.n nashaat-e-mohabbat na de sakaa
Gam me.n kabhii sukuun-e-rifaaqat na de sakaa
Jaun Eliya
Nazm
kabhi kabhi
ghanerii zulfo.n ke saa.e me.n chhup ke jii letaa
magar ye ho na sakaa aur ab ye aalam hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindagi se Darte ho
zaat kii sadaa aa.ii
raah-e-shauq me.n jaise raah-rau kaa KHuu.n lapke
Noon Meem Rashid
Nazm
ek aarzu
is KHaamushii me.n jaa.e.n itne buland naale
taaro.n ke qaafile ko merii sadaa diraa ho