SEARCH RESULTS
Showing search results for "sadqa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sadqa"
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
tum ne jab zulf-e-pareshaa.n ko sa.nvaaraa hogaa
sadqa-e-husn ghaTaa.o.n ne utaaraa hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
Thahro tevrii ko cha.Dhaa.e hu.e jaate ho kidhar
dil kaa sadqa to abhii sar se utar jaane do
Miyan dad Khan Sayyah
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sadqa"
Naat
hai.n arz-o-samaavaat tirii zaat kaa sadqa
muhtaaj hai ye saarii KHudaa.ii tire dar kii
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
Guruur-e-husn kaa sadqa ko.ii jaataa hai duniyaa se
kisii kii KHaak me.n miltii javaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Naat
Ahamd Raza Khan Barelvi
Nazm
man tere jaane ke baad
kaun ab mere liye dast-e-du.aa phailaa.egaa
kis tarah aafaat kaa sadqa utaaraa jaa.egaa
Shahnaz Parveen Shazi
Ghazal
mai.n apnii aah ke sadqe ki merii aah me.n bhii
tirii nigaah ke andaaz paa.e jaate hai.n
Jigar Moradabadi
Naat
qismat hai apnii apnii paate hai.n paane vaale
baTtaa hai panj-tan kaa sadqa tirii galii me.n
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
mehnat kaa phal hai sadqa-o-KHairaat kyuu.n kahe.n
jiine kii ham jo paate hai.n tanKHvaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
mehmaan-saraa dil kii giraa dete hai.n pal me.n
ham sadqa-e-jaarii ko bhii jaarii nahii.n rakhte
Abbas Tabish
Ghazal
sadqa hotaa huu.n jis gha.Dii mujh ko
yaad aatii hai us parii kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
'muztar' ko kabhii husn kaa sadqa bhii diyaa hai
ye bhiik kabhii aap se Daalii bhii ga.ii hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
kyaa pata KHud se chhi.Dii jang kahaa.n le jaa.e
jab bhii yaad aa.uu.n mirii jaan kaa sadqa denaa
Jawad Sheikh
Ghazal
'raaz' ye Gazal apnii ik hasii.n kaa sadqa hai
sher bhii anokhe hai.n hai.n tarz bhii niraalii hai










