SEARCH RESULTS
Showing search results for "sahe"
Nazm MATCHES FOR "sahe"
Nazm
sham-e-ayaadat
tabassumash takallume takallumash tarannume
nafas nafas me.n thartharaataa saaz-e-jaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
sadme uThaa.e ranj sahe gaaliyaa.n sunii.n
lekin na chho.Daa qaum ke KHaadim ne ye kaam
Akbar Allahabadi
Nazm
muddat ke baad
chehre pe umr bhar kii masaafat raqam sahii
dil ke liye tamaam safar lamha bhar kaa thaa
Himayat Ali Shayar
Nazm
tumne likkha hai
jii me.n aataa hai ki mai.n bhii tumhe.n badnaam karuu.n
tumhe.n badnaam karuu.n aur sar-e-aam karo
Prem Warbartani
Nazm
dariche ke qarib
lazzat-e-shab se tiraa jism abhii chuur sahii
aa mirii jaan mere paas dariiche ke qariib
Noon Meem Rashid
Nazm
tel ke saudagar
vo qaid-o-band aur vo taaziyaane sahe hai.n
ki un se hamaaraa sitamgar
Noon Meem Rashid
Nazm
mirza ghaalib
ahd-e-tiflii hii se duniyaa ke ba.De zulm sahe
ab bhii har ahl-e-suKHan aap ko ustaad kahe
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
hijr o visal
ham ne kiyaa hai gardish-e-dauraa.n ko paa.emaal
ham ne sahe hai.n zaKHm zamaane kii chaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
sita
sahe jo sitam ban ga.e sab fasaana
talaafii kaa ab aa rahaa thaa zamaana
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shahidan-e-azadi
is vatan ke vaaste kyaa kyaa sahe ranj-o-mehan
naaz ke qaabil hai un kii jaa.n-nisaarii kaa chalan
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
aasare
koshishe.n hai.n ki Gam sahe jaa.uu.n
KHud ko tabdiil kar rahii huu.n mai.n
Najma Tasadduq
Nazm
samundar agar mere andar aa gire
horpuno.n se nezo.n se chhalnii badan par
dahaktii hu.ii ret ke tez char ke sahe
Wazir Agha
Nazm
lagan
kiye hai.n bahut mai.n ne phero.n pe phere
ulaahane sahe raat-din tere mere