SEARCH RESULTS
Showing search results for "sairaab"
Nazm MATCHES FOR "sairaab"
Nazm
august-1952
hai dasht ab bhii dasht magar KHuun-e-paa se 'faiz'
sairaab chand KHaar-e-muGiilaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barish ka pahla qatra
paanii paanii hu.aa bayaabaa.n
sairaab hu.e chaman KHayaabaa.n
Ismail Merathi
Nazm
aurat
merii zulfo.n hii kii barsaat se sairaab ho tum
phuul kii tarah mire saa.e me.n shaadaab ho tum
Asad Rizvi
Nazm
aurat
samundar kaa janam shaayad nahii.n hai
ki vo sairaab kar de tishnagaa.n ko
Hajra Noor Zaryab
Nazm
udasi
uTh rahaa hai dhu.aa.n
ek KHuu.n-rez dariyaa daraKHto.n ko sairaab kartaa hai
Abrarul Hasan
Nazm
watan ki mohabbat
vo sarsabz baaGo.n kii phul-vaariyaa.n
vo sairaab aur KHushnumaa kyaariyaa.n
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
ganga
koh-o-sahraa shaad hai.n sairaab hai.n
lahlahaatii khetiyaa.n shaadaab hai.n
Saqib Kanpuri
Nazm
ham-safar aisa mile jo ham-nawa bhi ho mera
ruuh ko sairaab kar de
saath us kaa aisaa ho