SEARCH RESULTS
Showing search results for "sairaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sairaab"
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
rakhnaa hai tishna-kaam to saaqii bas ik nazar
sairaab kar na de mirii tishna-labii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
Josh Malsiani
PAGE MATCHES FOR "sairaab"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sairaab"
Ghazal
hame.n sairaab na.ii nasl ko karnaa hai so ham
KHuun me.n apne nahaane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
aa kar kabhii tuu diid se sairaab kar mujhe
martii nahii.n hai pyaas ki zinda huu.n mai.n abhii
Jahangeer nayab
Ghazal
mai.n banda-o-naachaar ki sairaab na ho paa.uu.n
ai zaahir-o-maujuud miraa jism du.aa hai
Fahmida Riaz
Nazm
august-1952
hai dasht ab bhii dasht magar KHuun-e-paa se 'faiz'
sairaab chand KHaar-e-muGiilaa.n hu.e to hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek hii ishq me.n dono.n kaa junuu.n zam hogaa
pyaas yaksaa.n hai to sairaab ikaTThe ho.nge