SEARCH RESULTS
Showing search results for "sajda-e-niyaaz"
Nazm MATCHES FOR "sajda-e-niyaaz"
Nazm
sarod-e-shabana
gum hai ik kaif me.n fazaa-e-hayaat
KHaamushii sajda-e-niyaaz me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikast
teraa saudaa.ii tire paas ba-sad-ijz-o-niyaaz
daaG-e-dil apne dikhaane ko chalaa aaya thaa
Niyaz Gulbargavi
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
kis ki bad-gumani par
hasrat-e-unfavaan-e-raaz-o-niyaaz
ruuh par hukmaraan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
23-march azan-e-subh-e-niyaz
vahii navaa Duubtii shabo.n me.n
azaan-e-sub.h-e-niyaaz ban kar
Ashraf Javed
Nazm
surud-e-shabana
kahkashaa.n niim-vaa nigaaho.n se
kah rahii hai hadiis-e-shauq-e-niyaaz
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
phir na aana
ab agar lauT bhii aa.e to ba-sad-‘ijz-o-niyaaz
aur baa.ndhe tar-o-taaza ko.ii paimaan-e-vafaa
Kazim Rizvi
Nazm
mujhe wapas kar de
phir mujhe chaahiye vaapas ba-sad-andaaz-o-niyaaz
ai sanam-KHaana-e-maazii ke but-e-pur-e.ajaaz
Anwar Abbas
Nazm
taba kai
apne hii nam se mahaktii rahii mausam mausam
lafz ubharte rahe ruk ruk ke sar-e-shaaKH-e-niyaaz
Zia Jalandhari
Nazm
naya KHun
zer-e-mehraab nahii.n hotii mohabbat kii namaaz
saaya-e-daar me.n ik sajda-e-be-baak kare.n
Qaisarul Jafri
Nazm
mauj-e-dariya
mere qatro.n kii jabii.n
muztarib sajdo.n kii duniyaa-e-niyaaz
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
ye puri kaenat
to
qudrat kii ne.amate.n tumhe.n kabhii sajda-e-shukr se uThne na de.n
Javed Nadeem
Nazm
majazi KHuda
hurmat-e-bandagii ko kuchaltaa rahaa
sajda-e-ishq paamaal kartaa rahaa