SEARCH RESULTS
Showing search results for "saktii"
Nazm MATCHES FOR "saktii"
Nazm
jawab-e-shikwa
aaj bhii ho jo braahiim kaa iimaa.n paidaa
aag kar saktii hai andaaz-e-gulistaa.n paidaa
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
miT nahii.n saktaa kabhii mard-e-musalmaa.n ki hai
us kii azaano.n se faash sirr-e-kaliim-o-KHaliil
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
maut ke haatho.n se miT saktaa agar naqsh-e-hayaat
aam yuu.n us ko na kar detaa nizaam-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
hum gunahgar aurten
jo bol saktii thii.n vo zabaane.n kaTii mile hai.n
ye ham gunahgaar aurte.n hai.n
Kishwar Naheed
Nazm
madam
nuur-e-sarmaaya se hai ruu-e-tamaddun kii jilaa
ham jahaa.n hai.n vahaa.n tahziib nahii.n pal saktii
Sahir Ludhianvi
Nazm
inqilabi aurat
zaahir hai ab aur vo kar bhii kyaa saktii thii
aasmaan par lekin taare aa.nkh-micholii khel rahe the
Fahmida Riaz
Nazm
nur-jahan ke mazar par
aur murjhaa ke bhii aazaad na ho saktii thii.n
zill-e-subhaan kii ulfat ke bharam kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
kisii samay mirii tiflii rahii na be-parvaa
na chhuu sakii mirii tiflii ko Gaflat-e-tiflii