SEARCH RESULTS
Showing search results for "salaamat"
Nazm MATCHES FOR "salaamat"
Nazm
muhasara
mai.n kaT giruu.n ki salaamat rahuu.n yaqii.n hai mujhe
ki ye hisaar-e-sitam ko.ii to giraa.egaa
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
to ab ye haal hu.aa is darindagii ke sabab
tumhaare paa.nv salaamat rahe na haath mire
Ahmad Faraz
Nazm
lauh-o-qalam
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pandrah august
vo KHvaab ab bhii salaamat hai yaa fuzuul ga.e
chale the dil me.n liye jo iraade puure hu.e
Javed Akhtar
Nazm
ahl-e-dil aur bhi hain
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
dosti ka hath
KHudaa kare ki salaamat rahe.n ye haath apne
ataa hu.e hai.n jo zulfe.n sa.nvaarne ke liye
Ali Sardar Jafri
Nazm
chand nasihaten
ho.n jamaa.at me.n sharaarat karne vaale bhii agar
duur kii un se faqat saahab salaamat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
bahut ghuTan hai
haqiiqate.n hai.n salaamat to KHvaab bahutere
udaas kyuu.n ho jo kuchh KHvaab raa.egaa.n nikle
Sahir Ludhianvi
Nazm
wirsa
pal salaamat hai to tuu paar utar saktaa hai
chaahe tabliiG baGaavat ke liye hii utre
Sahir Ludhianvi
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
abhii salaamat bachii hu.ii hai.n,
yahii samaavii KHiraam meraa nasiib niklaa
Noon Meem Rashid
Nazm
dilli se wapsi
mahfil-e-saaqii salaamat bazm-e-anjum barqaraar
naazniinaan-e-haram par rahmat-e-parvardigaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
subh ki aamad
chalii top bhii din se hazrat salaamat
nahii.n KHvaab-e-Gaflat nahii.n KHvaab-e-Gaflat