SEARCH RESULTS
Showing search results for "samraat"
Nazm MATCHES FOR "samraat"
Nazm
dilli
dillii sadaa se markaz-e-bazm-e-shahaa.n rahii
samraaT chakrvartii o shaah-e-jahaa.n rahii
Gulzar Dehlvi
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
vo bhii din the ki yahii maaya-e-raanaa.ii thaa
naazish-e-mausam-e-gul laala-e-sahraa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
ye aql-o-zahaanat shu.uur-o-nazar
ye bastii ye sahraa ye KHushkii ye tar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
kitaben
niim sajde me.n pa.Dhaa karte the chhuute the jabii.n se
vo saaraa ilm to miltaa rahegaa aa.inda bhii
Gulzar
Nazm
do ishq
vo aks-e-ruKH-e-yaar se lahke hu.e ayyaam
vo phuul sii khultii hu.ii diidaar kii saa.at
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-milli
chiin-o-arab hamaaraa hindostaa.n hamaaraa
muslim hai.n ham vatan hai saaraa jahaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
miraa dil mirii razm-gaah-e-hayaat
gumaano.n ke lashkar yaqii.n kaa sabaat