SEARCH RESULTS
Showing search results for "saqiimii"
Nazm MATCHES FOR "saqiimii"
Nazm
jawab-e-shikwa
aaj bhii ho jo braahiim kaa iimaa.n paidaa
aag kar saktii hai andaaz-e-gulistaa.n paidaa
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
dosti ka hath
ab un kii tiira-nasiibii charaaG chaahtii hai
jo log nisf sadii tak rahe a.ndhero.n me.n
Ahmad Faraz
Nazm
farar
in ko apnaane kii KHvaahish unhe.n paane kii talab
shauq-e-bekaar sahii sa.ii-e-Gam-e-anjaam nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
ruuh-e-musalmaa.n me.n hai aaj vahii iztiraab
raaz-e-KHudaa.ii hai ye kah nahii.n saktii zabaa.n
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
phir sulaa detii hai us ko hukmaraa.n kii saahirii
jaaduu-e-mahmuud kii taasiir se chashm-e-ayaaz
Allama Iqbal
Nazm
aurat
mukaalamaat-e-falaatuu.n na likh sakii lekin
usii ke sho.ale se TuuTaa sharaar-e-aflaatuu.n
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
phir na kar saktii habaab apnaa agar paidaa havaa
to.Dne me.n us ke yuu.n hotii na be-parvaa havaa