SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaa.iro"
Nazm MATCHES FOR "shaa.iro"
Nazm
meri holi
shaa.ir-o-sannaa.a ho fikr-o-KHalish se be-niyaaz
KHvaaja-o-mazduur me.n baaqii na ho kuchh imtiyaaz
Seemab Akbarabadi
Nazm
ban-bas
meraa ye jurm ki mai.n saahib-e-idraak-o-shu’uur
meraa ye 'aib ki ik shaa'ir-o-fankaar huu.n mai.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
gham-e-faiz
haif-sad-haif vo shaa'ir-o-mufakkir na rahaa
aaj bairuut ke mazluumo.n kaa zaakir na rahaa
Javed Akram Farooqi
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
vo teraa shaa.ir tiraa muGannii
vo jis kii baate.n ajiib sii thii.n
Ahmad Faraz
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo lamho.n hii lamho.n me.n duniyaa badal de
jo shaa.ir ko de jaa.e pahluu Gazal ke
Tahir Faraz
Nazm
dosti ka hath
tumhaare des me.n aayaa huu.n dosto ab ke
na saaz-o-naGma kii mahfil na shaa.irii ke liye
Ahmad Faraz
Nazm
farman-e-KHuda
tahziib-e-navii kaargah-e-shiishagaraa.n hai
aadaab-e-junuu.n shaa.ir-e-mashriq ko sikhaa do
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
zaaG dashtii ho rahaa hai ham-sar-e-shaahiin-o-charG
kitnii sur.at se badaltaa hai mizaaj-e-rozgaar
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
aql o dil o nigaah kaa murshid-e-avvalii.n hai ishq
ishq na ho to shar-o-dii.n butkada-e-tasavvuraat!
Allama Iqbal
Nazm
bahut dinon ki baat hai
bahut dino.n kii baat hai
fazaa ko yaad bhii nahii.n