SEARCH RESULTS
Showing search results for "shakra"
Nazm MATCHES FOR "shakra"
Nazm
jawab-e-shikwa
kashti-e-haq kaa zamaane me.n sahaaraa tuu hai
asr-e-nau-raat hai dhundlaa saa sitaaraa tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
KHaak-bar-sar chalo KHuu.n-ba-daamaa.n chalo
raah taktaa hai sab shahr-e-jaanaa.n chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
ik shahanshaah ne daulat kaa sahaaraa le kar
ham Gariibo.n kii mohabbat kaa u.Daayaa hai mazaaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
farar
kitnii be-kaar umiido.n kaa sahaaraa le kar
mai.n ne aivaan sajaa.e the kisii kii KHaatir
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
jin ke qadmo.n ko kisii rah kaa sahaaraa bhii nahii.n
un kii nazro.n pe ko.ii raah ujaagar kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
aaj ke baa'd magar ra.ng-e-vafaa kyaa hogaa
ishq hairaa.n hai sar-e-shahr-e-sabaa kyaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaa.n-zaad nau saal kaa daur yuu.n mujh pe guzraa
ki jaise kisii shahr-e-madfuun par vaqt guzre
Noon Meem Rashid
Nazm
hiras
kahii.n aisaa na ho paa.nv mire tharraa jaa.e.n
aur tirii marmarii.n baa.nho.n kaa sahaaraa na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindan ki ek sham
daaman-e-aasmaa.n pe naqsh-o-nigaar
shaana-e-baam par damaktaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
dilo.n ko chaak kare misl-e-shaana jis kaa asar
tirii janaab se aisii mile fuGaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai