SEARCH RESULTS
Showing search results for "sotii"
Nazm MATCHES FOR "sotii"
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab raat kaa ba.Dhtaa hai sannaaTaa chain se duniyaa sotii hai
Behzad Lakhnavi
Nazm
lamhon ki parastar
umr bhar mai.n na jhapaktaa kabhii apnii aa.nhke.n
mere zaanuu.n pe vo sar rakh ke hamesha sotii
Qateel Shifai
Nazm
sham-e-ayaadat
abhii fazaa-e-dahr legii karvaTo.n pe karvaTe.n
abhii to sotii hai.n havaa.o.n kii vo sansanaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
bewa ki KHud-kushi
ye a.ndherii raat ye saarii fazaa so.ii hu.ii
pattii pattii manzar-e-KHaamosh me.n kho.ii hu.ii
Kaifi Azmi
Nazm
ye kaun uTha hai sharmata
ye kaun uThaa hai sharmaataa
kuchh jaag rahii kuchh sotii hai
Josh Malihabadi
Nazm
surayya ki guDiya
jo sotii to din raat sotii thii vo
jo rotii to din raat rotii thii vo
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
id hairan hai
jis me.n shahzaadii sadiyo.n se sotii nahii.n
shaahzaade kii jab diid hotii nahii.n
Najma Shaheen Khosa
Nazm
chizon ke andar jhankne ki koshish
isii ke saath baate.n kartii huu.n
sotii aur jaagtii huu.n
Janan Malik
Nazm
subh
sunaa hai raat ke parde me.n sub.h sotii hai
saveraa uTh ke dabe paa.o.n aa.egaa ham tak
Gauhar Raza
Nazm
shaer
aur is KHeme ke andar zindagii so.ii hu.ii
tiirgii so.ii hu.ii taabindagii so.ii hu.ii