SEARCH RESULTS
Showing search results for "subh-e-azadi"
Nazm MATCHES FOR "subh-e-azadi"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ujale ki lakir
ik na.ii sub.h-e-daraKHshaa.n kaa ruupahlaa aa.nchal
apne hamraah liye azm-e-javaa.n kii tanviir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
jaliyan-wala bagh
aur vo terii jabii.n kii har shikan
sub.h-e-aazaadii kii hai zarrii.n kiran
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kuchh is tarah se ba.Dhaa dil me.n zauq-e-aazaadii
ki rafta rafta tamanna javaan hotii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
mahatma gandhi
sila thaa terii riyaazat kaa sub.h-e-aazaadii
vo sub.h jis ko Gulaamo.n ne na.ng-e-shaam kiyaa
Ravish Siddiqi
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn-e-Insha
Nazm
jashn-e-azadi
jazba-e-abbaas se ho suu-e-manzil gaamzan
sub.h-e-aazaadii ke matvaalo.n kii hai apnii hii baat
Asghar Ali Tabassum
Nazm
abul-kalam aazad
abul-kalaam ki badr-e-muniir-e-aazaadii
tuluu.a-e-sub.h-e-tamannaa nashaat-e-diida-o-dil
Momin Khan Shauq
Nazm
pahla jashn-e-azadi
Gulaamii KHaak-basar hai huzuur-e-aazaadii
har ek qasr hai ik baam-e-tuur-e-aazaadii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bahadur-shah-zafar ki yaad mein
mire chaman me.n uruus-e-bahaar-e-aazaadii
tire mazaar pe aa.nsuu bahaa ke aa.ii hai
Ravish Siddiqi
Nazm
aazadi
nasiim-e-sub.h-e-vatan aa rahii hai ai 'kaifii'
har ek mauj hai is kii payaam-e-aazaadii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
KHanjar talash karta hai
pa.e najaat vatan me.n ba-faiz-e-aazaadii
shariif aadmii KHanjar talaash kartaa hai
Bebak Bhojpuri
Nazm
aazadi
hamaare zor se zanjiir-e-tiirgii TuuTii
hamaaraa soz hai maah-e-tamaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
watan aazad karne ke liye
jhuum kar uTTho vatan aazaad karne ke liye
mastii-e-sahbaa-e-aazaadii se lahraate chalo
Altaf Mashhadi
Nazm
ek awami nazm
ko.ii chehro.n pe parcham nahii.n banaataa
aur yaum-e-aazaadii par log
Zahid Imroz
Nazm
kisan
har ek saa.ns hai is kii bahaar-e-aazaadii
ki is Gulaam kaa dil hai dayaar-e-aazaadii