SEARCH RESULTS
Showing search results for "subh-e-azadi"
Ghazal MATCHES FOR "subh-e-azadi"
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
raushnii pahle bhii hotii thii magar sultaan-'rashk'
aaftaab-e-sub.h-e-aazaadii kaa manzar aur hai
Sultan Rashk
Ghazal
utar zaruur magar aah sub.h-e-aazaadii
kisii zamiin pe vaj.h-e-fasaad ban ke na aa
Farhan Salim
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
husn thaa parda-e-tajriid me.n sab suu.n aazaad
taalib-e-ishq hu.aa suurat-e-insaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
lillaahil-hamd ki gulzaar me.n ha.ngaam-e-subuuh
hukm-e-aazaadi-e-murGaan-e-giraftaar aayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
fitna-e-shab ne KHatm kiyaa sab aa.nkho.n kaa aazaar
saare KHvaab haqiiqat ban ga.e saare vahm yaqiin
Irfan Siddiqi
Ghazal
jitne the jaa.n-nisaar-e-chaman ba.ad-e-sub.h-e-nau
kuchh ajr bhii kisii ko milaa dekhte chalo
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
sab rasan-basta-e-aazaadii-e-iimaan hu.e
ab ko.ii mere sivaa banda-e-majbuur nahii.n
Hasan Aabid
Ghazal
is fazaa-e-abr me.n Gusl-e-havaa.ii kii qasam
mauja-e-baad-e-sabaa aazaar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
kah kar tamaam raat Gazal sub.h ke qariib
'aazaad' misl-e-sham-e-sahar huu.n bujhaa hu.aa
Jagan Nath Azad
Ghazal
havaa-e-sub.h-e-dil-aazaar itnii tez na chal
charaaG-e-shaam-e-Gariibaa.n hai.n ham bujhaa na hame.n
Mohsin Ehsan
Ghazal
mai.n jo mar jaa.uu.n to sab log kahe.nge 'aazar'
itnii bosiida imaarat thii ise Dhahnaa thaa
Rashid Aazar
Ghazal
aap hai.n sab se jo az-raah-e-zaruurat hii mile
aur mai.n aap me.n bhii KHuu-e-vafaa dekhtaa huu.n
Nadeem Fazli
Ghazal
nigal sakaa na shab-e-Gam kaa azhdahaa mujh ko
ufuq pe vaqt-e-sahar aaftaab ubhraa thaa
Ateeq Anzar
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
sahraa o shahr sab se aazaad ho rahaa huu.n
apne kahe kinaare aabaad ho rahaa huu.n