SEARCH RESULTS
Showing search results for "taKHt-e-zar"
Nazm MATCHES FOR "taKHt-e-zar"
Nazm
ahl-e-junun
jab bhii mahtaab-e-zar-afshaa.n ke ho chehre pe naqaab
jaan ham rakh ke hathelii par ulaT dete hai.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
inqilab
taKHt-e-zar ik taKHta-e-haizam banaa
taaj-e-shaahii ho gayaa taaj-e-hubaab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
dar-o-rasan
vo taKHt-e-saltanat-o-baargaah-e-sultaanii
ki jis me.n baiThte the aa ke zill-e-sub.haanii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
suraj ubal paDenge
bahaaro.n ke qaafilo.n ko
vo masnade.n taKHt-o-taaj uu.nche mahal to qaa.em rahe
Ejaz Farooqi
Nazm
panah-KHwahon ke markaz mein saneha
panah-KHvaaho.n ke markaz me.n kha.Dii thii
ik KHayaal-e-zard kii suurat
Jamshed Masroor
Nazm
KHud-kushi
ek ishva-saaz o harzah-kaar mahbuuba ke paas
us ke TaKHt-e-KHvaab ke niiche magar
Noon Meem Rashid
Nazm
ek shahr-ashob ka aaghaz
paivand-e-rah-e-kuucha-e-zar chashm-e-Gazaalaa.n
paabos-e-havas afsar-e-shamshaad-qadaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuddari
qalb meraa daulat-e-ehsaas kho saktaa nahii.n
aab-o-taab-e-zar me.n KHuddaarii Dubo saktaa nahii.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
maut ki justuju
ruuh ko jehd-e-tahsiil-e-zar khaa ga.ii
zehn kii raushnii naa-ummiidii kii zulmat me.n dhundlaa ga.ii
Waheed Akhtar
Nazm
gautam-budh
barf-zaaro.n ko tire anfaas ne garmaa diyaa
tere istiGnaa ne taKHt-e-saltanat Thukraa diyaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
zindagi
zindagii phuul hai kabhii hai KHaar
taKHt-e-shaahii hai aur kabhii hai daar
Momin Khan Shauq
Nazm
mubham pate par pahla KHat
apne haq me.n musalsal izaafe kaa KHvaahaa.n
har ik banda-e-siim-o-zar