SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa-der"
Nazm MATCHES FOR "taa-der"
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
taa-der mai.n sochtii rahii thii
kis abr-e-gurez-paa kii KHaatir
Parveen Shakir
Nazm
zohd aur rindi
al-qissa bahut tuul diyaa vaaz ko apne
taa-der rahii aap kii ye naGz-bayaanii
Allama Iqbal
Nazm
mubham pate par dusra KHat
apne KHvaabo.n kii laasho.n kaa nauha kahe
apnii taa-der KHvaahish kaa maatam kare
Abdullah Saqib
Nazm
mehndi
unhe.n taa-der taktii huu.n
ki jitnaa pyaar vo kartaa hai rang utnaa hii gahraa ho
Urooj Zehra Zaidi
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
phir to khel us kaa isii shaGl pe mauquuf rahaa
isii nazzaare me.n taa-der vo masruuf rahaa
Ismail Merathi
Nazm
faqat harf-e-tamanna kya hai
lekin is shaam un aa.nkho.n se achaanak TuuTe
do sitaare jo larazte rahe taa-der larazte hii rahe
Aslam Ansari
Nazm
naqsh-bar-ab
aabgiine ye bahut naazuk-o-naa-rustaa hai.n
mauj kii god me.n taa-der nahii.n rah sakte