SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajdiid"
Nazm MATCHES FOR "tajdiid"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri bar milo
ab na haijaan o junuu.n kaa na hikaayaat kaa vaqt
ab na tajdiid-e-vafaa kaa na shikaayaat kaa vaqt
Mustafa Zaidi
Nazm
shikast
merii mahbuub ye ha.ngaama-e-tajdiid-e-vafaa
merii afsurda javaanii ke liye raas nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
fasle
us se tajdiid-e-mulaaqaat karuu.n
lekin us shaKHs kii maanuus gurezaa.n nazre.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
jahan zad
terii is soKHta baKHt ko kyaa KHabar
jab zamii.n apne mehvar kii tajdiid me.n
Ishrat Afreen
Nazm
tajdid
ab mire shaane se lag kar kis liye rotii ho tum
yaad hai tum ne kahaa thaa
Amjad Islam Amjad
Nazm
paigham eid
aa.o tajdiid-e-vafaa kar le.n KHuluus-e-dil se
jazba-o-shauq-e-ham-aaha.ngii-e-ahbaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
main kyun bhul jaun
vo dono.n kaa chhup-chhup ke aa.nsuu bahaanaa
vo tajdiid-e-ulfat ke sau-sau bahaane
Arsh Malsiyani
Nazm
id
jab nahii.n hai aap ko tark-e-ta.alluq kaa KHayaal
aap hii ke qaul se tardiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
tajdid-e-amal
uTh az-sar-e-nau dahr ke haalaat badal Daal
tadbiir se taqdiir ke din-raat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
ajab tha dasht-e-bala ka manzar
abhii hamaaraa zamii.n se rishta rahegaa qaa.em
payaam ik din sune.nge tajdiid-e-zindagii kaa
Zaheer Kashmiri
Nazm
jahan-zad
terii is soKHta-baKHt ko kyaa KHabar
jab zamii.n apne mehvar kii tajdiid me.n
Ishrat Afreen
Nazm
eid
jab nahii.n hai aap ko tark-e-ta.alluq kaa KHayaal
aap hii ke qaul se tardiid honii chaahiye
Maikash Hyderabadi
Nazm
aankhon ki tajdid
aaKHir kaar mere dost
tum ne aa.nkho.n kii tajdiid kaa faisla kar hii Daalaa
Ahmad Javaid
Nazm
kya chahta hun
na takmiil-e-ahd-e-vafaa chaahtaa huu.n
na tajdiid-e-jaur-o-jafaa chaahtaa huu.n
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
aao amar ho jaen
phir ek baar mil ke tajdiid-e-ahd kar le.n
is des kii zamii.n me.n