SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajurba"
Nazm MATCHES FOR "tajurba"
Nazm
shikast-e-tauba
be-kaifiyo.n ke kaif se ghabraa ke pii gayaa
tauba ko to.D-taa.D ke tharraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
madam
log kahte hai.n to logo.n pe ta.ajjub kaisaa
sach to kahte hai.n ki naadaaro.n kii izzat kaisii
Sahir Ludhianvi
Nazm
kashmakash
is pe afsos hai kyuu.n is pe ta.ajjub kaisaa
ye mohabbat bhii to ehsaas kaa ik dhokaa hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
shikast-e-saz
ab fusuu.n-saaz bahaaro.n se mujhe kyaa matlab
aaj hii merii nigaaho.n me.n vo manzar tauba
Ada Jafarey
Nazm
tarbiyat
ahl-e-daanish 'aam hai.n kamyaab hai.n ahl-e-nazar
kyaa ta'ajjub hai ki KHaalii rah gayaa teraa ayaaG
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki ek raat
thirakte hu.e abr kaa jazb tauba
ki daaman uThaa.e zamii.n ghuumtii hai
Kaifi Azmi
Nazm
uljhanen
kamaal-e-husn aur ye inkisaar-e-ishq are tauba
vo naazuk haath meraa gosha-e-daaman ma.aaz-allaah