SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddum"
Nazm MATCHES FOR "taqaddum"
Nazm
shikwa
ek bulbul hai ki mahv-e-tarannum ab tak
us ke siine me.n hai naGmo.n kaa talaatum ab tak
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
tere qadmo.n me.n hai firdaus-e-tamaddun kii bahaar
Kaifi Azmi
Nazm
mata-e-ghair
tuu ne KHud apne tabassum se jagaayaa hai jinhe.n
un tamannaa.o.n kaa iz.haar karuu.n yaa na karuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
socho.n me.n bha.nvar pa.D jaate the
jab ek talaatum rahtaa thaa
Mohsin Naqvi
Nazm
hiras
tere ho.nTo.n pe tabassum kii vo halkii sii lakiir
mere taKH.iil me.n rah rah ke jhalak uThtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
vo shoKHiyaa.n vo tabassum vo qahqahe na rahe
har ek chiiz ko hasrat se dekhtii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
ho.nTo.n pe magar vahii tabassum!
chehre pe likhii hu.ii udaasii
Parveen Shakir
Nazm
hamare ustad
sab ko tahziib-o-tamaddun kaa sabaq dete hai.n
ham ko insaan banaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
taa.ngo.n par barq-e-tabassum hai
baato.n kaa miiThaa tarannum hai