SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqaddum"
Ghazal
mere ashk-e-shauq-e-paiham me.n thii us kii daastaa.n
us ke andaaz-e-tabassum me.n miraa afsaana thaa
Bismil Saeedi
Mazahiya
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
qais ko fazl-e-taqaddum hai vagarna yaa.n kyaa
sar-e-shoriida nahii.n yaa jigar-e-chaak nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
rakhaa hai mujhe aaj talak mauj me.n us ne
jis lahar ko girdaab-o-talaatum se nikaalaa
Sohail Akhtar
Mazahiya
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
MORE MATCHES FOR "taqaddum"
Ghazal
haal-e-dil kahne ko kahte ho to kab tum mujh ko
haa.e jis vaqt nahii.n taab-e-takallum mujh ko
Dattatriya Kaifi
Ghazal
hai hifz-e-maa-taqaddum kyaa 'ishq kaa bataate
mujh ko hu.aa thaa laahaq ye marz-e-laa-davaa jab
Dr. Habib ur Rehman
Nazm
shikwa
ek bulbul hai ki mahv-e-tarannum ab tak
us ke siine me.n hai naGmo.n kaa talaatum ab tak
Allama Iqbal
Sher
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ashko.n ke tabassum me.n aaho.n ke tarannum me.n
ma.asuum mohabbat kaa ma.asuum fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
phir kaun bhalaa daad-e-tabassum unhe.n degaa
ro.e.ngii bahut mujh se bichha.D kar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
tere qadmo.n me.n hai firdaus-e-tamaddun kii bahaar














