SEARCH RESULTS
Showing search results for "tauf-e-chaman"
Nazm MATCHES FOR "tauf-e-chaman"
Nazm
kahkashan
samaa.n dekh kar tum kahaa.n kho ga.e
'chaman' jii tum aa kar yahaa.n so ga.e
Adeeb Sami Chaman
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
waqt-e-murawwat
mirii namaaz ki hai diid ruu-e-naa-shusta
mirii namaaz ki hai tauf-e-husn-e-KHvaab-aaluud
Josh Malihabadi
Nazm
jamuna
huure.n aa kar KHuld se tauf-e-mazaar-e-paak ko
jhaa.Dtii palko.n se hai.n gard-o-KHas-o-KHaashaak ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
nida-e-taKHliq
azaab-e-naar se guzro ki tauf-e-nuur karo
jigar ke daaG se rakkho hariim-e-jaa.n raushan
Hasan Naim
Nazm
jaliyan-wala bagh
yaad hai vo manzar-e-sehn-e-chaman
ziist par barq-e-ajal partav-fagan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
aap-biti
merii taKH.iil me.n hai ek jahaan-e-bedaar
dastaras me.n mirii nazzaara-e-gul-haa-e-chaman
Khalil Ur Rahman Azmi
Nazm
andalib
ai andaliib-e-zeb-e-chaman ziinat-e-chaman
hamdam qalaq-nasiibo.n kii ulfat ke maaro.n kii
Azeemuddin Ahmad
Nazm
jidhar dekhta hun udhar tu hi tu hai
rang-e-gul-e-chaman me.n
KHushbuu-e-yaasman me.n
Narayan Das Puri
Nazm
shahr-e-nigar
aaj phir taa-ba-chaman dar-e-pai-e-gul-haa-e-chaman
gungunaataa hu.aa zambuur-e-bahaar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
baba guru-nanak dev
baaGbaa.n jo the vo KHud the mahv-e-taKHriib-e-chaman
al-Garaz big.Dii hu.ii thii anjuman kii anjuman
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
phulon ki bahaar
dekh kar bashshaash ho jaataa hai qalb-e-pur-mehan
phuul gu.Dhal kaa hai yaa aaveza-e-gosh-e-chaman
Syed Mohammad Hadi
Nazm
dajla ke KHwab
jaise sahraa.o.n ke aahuu mahv-e-gul-gasht-e-chaman
ye hasii.n aahuu-qadam aahuu-nafas aahuu-mizaaj