SEARCH RESULTS
Showing search results for "tauqiir"
Nazm MATCHES FOR "tauqiir"
Nazm
mulaqat
yaksaa.n hai.n mirii jaan qafas aur nasheman
insaan kii tauqiir yahaa.n hai na vahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
ek bar jo kho jae wo waqt nahin milta
tauqiir karo us kii jo lamha mayassar hai
jo vaqt pe ho jaa.e bas kaam vo behtar hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
chhabbis january
har zarra-e-vatan ko tanviir-e-nau mubaarak
bhaarat ke har bashar ko tauqiir-e-nau mubaarak
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ek nazm
kyaa yuu.nhii pyaar kii tauqiir hu.aa kartii hai
ki mahaktii hu.ii har saa.ns kaa niilaam uThe
Qateel Shifai
Nazm
bahut se bachchon ka ghar
tauqiir blade ke kamaalaat
qaaliin pe aazmaa rahaa hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
face book
lafzo.n kii tauqiir pe marne vaale
mushkil hii se samjhauta kar paate hai.n