SEARCH RESULTS
Showing search results for "tauqiir"
Ghazal MATCHES FOR "tauqiir"
Ghazal
aariz pe shafaq, daaman-e-mizhgaa.n me.n sitaare
yuu.n ishq kii tauqiir ba.Dhaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ki apne harf kii tauqiir jaantaa thaa 'faraaz'
isii liye kaf-e-qaatil pe sar usii kaa rahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n sar-barahna rahaa phir bhii sar-kashiida rahaa
kabhii kulaah se tauqiir-e-qad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
arsa-e-hastii me.n ab tesha-zano.n kaa daur hai
rasm-e-cha.ngezii uThii tauqiir-e-daaraa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kahaa.n ke naam o nasab ilm kyaa faziilat kyaa
jahaan-e-rizq me.n tauqiir-e-ahl-e-haajat kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
Atif tauqeer
Ghazal
us ko bhii us kii nigaaho.n me.n bahut KHvaar kiyaa
apnii tauqiir bhii miTTii me.n milaa dii tuu ne
Shahzad Ahmad
Ghazal
vaj.h-e-qadr-o-qiimat-e-dil husn kii tanviir hai
varna ik TuuTe hu.e shiishe kii kyaa tauqiir hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Atif tauqeer
Ghazal
haadse ziist kii tauqiir ba.Dhaa dete hai.n
ai Gam-e-yaar tujhe ham to du.aa dete hai.n
Qabil Ajmeri
Ghazal
rau.ndte phirte hai.n vo majma-e-aGyaar ke saath
KHuub tauqiir-e-mazaar-e-shohadaa hotii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
piiraan-e-jubba-o-qabaa saaraa fasaad ek hai
sab kaa KHudaa alag sahii sab kaa mafaad ek hai
Atif tauqeer
Ghazal
haa.n vo bedard to begaana hii achchhaa yaaro
jo na tauqiir-e-Gam-e-dard-gusaaraa.n samjhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
arsh vaale mirii tauqiir salaamat rakhnaa
farsh ke saare KHudaa.o.n se ulajh baiThaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
ruuTh kar aa.nkh ke andar se nikal jaate hai.n
ashk bachcho.n kii tarah ghar se nikal jaate hai.n
Tauqeer Taqi
Ghazal
aaj jaltii hu.ii har sham.a bujhaa dii jaa.e
Gam kii tauqiir zaraa aur ba.Dhaa dii jaa.e