SEARCH RESULTS
Showing search results for "ujaalaa"
Nazm MATCHES FOR "ujaalaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
quvvat-e-ishq se har past ko baalaa kar de
dahr me.n ism-e-mohammad se ujaalaa kar de
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHuda ka sawal
mirii azmato.n kaa havaala hai tuu
tuu hii raushnii hai ujaalaa hai tuu
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
bachche ki dua
duur duniyaa kaa mire dam se a.ndheraa ho jaa.e!
har jagah mere chamakne se ujaalaa ho jaa.e!
Allama Iqbal
Nazm
mere school
naa-taraashiida saa hiiraa thaa taraashaa tuu ne
zehn-e-taariik ko baKHshaa hai ujaalaa tuu ne
Munawwar Rana
Nazm
jugnu
na dil me.n lauh-e-jabii.n se kiyaa ujaalaa bhii
vo maa.n kabhii jo mujhe baddhiyaa.n pahnaa na sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hirasat
un galiyo.n me.n kuucho.n me.n, a.ndheraa na ujaalaa
darvaazo.n ke paT band the, KHaalii the dariiche
Gulzar
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
ab kisii samt a.ndheraa na ujaalaa hogaa
bujh ga.ii dil kii tarah raah-e-vafaa mere baad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aap-biti
mere KHvaabo.n ke shabistaa.n me.n ujaalaa na karo
ki bahut duur saveraa nazar aataa hai mujhe
Qateel Shifai
Nazm
KHuda jaanta hai
ujaalaa hai kaisaa ye shams-o-qamar par
KHudaa kii ye baate.n KHudaa jaantaa hai
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
diwali
har ik makaa.n me.n jalaa phir diyaa divaalii kaa
har ik taraf ko ujaalaa hu.aa divaalii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ujala
merii hamdam, mire KHvaabo.n kii sunahrii ta.abiir
muskuraa de ki mire ghar me.n ujaalaa ho jaa.e