SEARCH RESULTS
Showing search results for "ukhaa.Dtaa"
Nazm MATCHES FOR "ukhaa.Dtaa"
Nazm
jahan dariya utarta hai
jahaa.n taaraaj hai khetii
jahaa.n qarya uja.Dtaa hai
Akhtar Husain Jafri
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n us duzd-e-niim-shab kaa rafiiq
jo be-charaaG gharo.n par kamand uchhaaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
saqi-nama
samajhte hai.n naadaa.n use be-sabaat
ubhartaa hai miT miT ke naqsh-e-hayaat
Allama Iqbal
Nazm
KHun phir KHun hai
KHuun chaltaa hai to ruktaa nahii.n sangiino.n se
sar uThaataa hai to dabtaa nahii.n aa.iino.n se
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo kamra yaad aata hai
kuchh zaraa mushkil se khulne vaalaa vo shiisham kaa darvaaza
ki jaise ko.ii akkha.D baap
Javed Akhtar
Nazm
aadmi bulbula hai
TuuTtaa bhii hai Duubtaa bhii hai
phir ubhartaa hai, phir se bahtaa hai
Gulzar
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekhiye is bahr kii tah se uchhaltaa hai kyaa
gumbad-e-niilofarii rang badaltaa hai kyaa
Allama Iqbal
Nazm
nauha
arthii to uThaa lete hai.n sab ashk bahaa ke
naaz-e-dil-e-betaab uThaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
aadha kamra
apne kamro.n se ukha.Dne ke liye tayyaar nahii.n
lekin unho.n ne vaada kiyaa hai
Sara Shagufta
Nazm
kisan
jis ke baazuu kii salaabat par nazaakat kaa madaar
jis ke kas-bal par aka.Dtaa hai Guruur-e-shahryaar
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
shu.uur-e-hind ke bachpan kii yaadgaar-e-aziim
ki aise vaise taKHayyul kii saa.ns ukha.D jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
paa.nv iqbaal ke ukha.Dne lage
mulk par sab ke haath pa.Dne lage
Altaf Hussain Hali
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab raat kii zulmat ghaTtii hai jab sub.h kaa nuur ubhartaa hai
Behzad Lakhnavi
Nazm
chand taron ka ban
KHaar-zaar-e-alam ban ga.e
raat kii shah-rago.n kaa uchhaltaa lahuu