SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindaan"
Nazm MATCHES FOR "zindaan"
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
kisii ke dast-e-inaayat ne kunj-e-zindaa.n me.n
kiyaa hai aaj ajab dil-navaaz band-o-bast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
siina-e-bulbul ke zindaa.n se sarod aazaad hai
saik.Do.n naGmo.n se baad-e-sub.h-dam-aabaad hai
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
sehn-e-zindaa.n ke be-vatan ashjaar
sar-niguu.n mahv hai.n banaane me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shahid bhagat-singh
zindaa.n me.n shahiido.n kaa vo sardaar aayaa
shaidaa-e-vatan paikar-e-iisaar aayaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
do ishq
is raah me.n jo sab pe guzartii hai vo guzrii
tanhaa pas-e-zindaa.n kabhii rusvaa sar-e-baazaar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
faiz
ab na zanjiir kha.Dakne kii sadaa aa.egii
zindaa.n mahkegaa na ab baad-e-sabaa aa.egii
Adil Mansuri
Nazm
zindan ki ek subh
sehn-e-zindaa.n me.n rafiiqo.n ke sunahre chehre
sath-e-zulmat se damakte hu.e ubhre kam kam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aao kamre se nikalte hain
aa.o kamre se nikalte hai.n kahii.n chalte hai.n
rauzan-e-habs me.n Thahrii hu.ii zindaa.n kii havaa
Saleem Kausar
Nazm
mujhe aazad hona hai
mai.n apnii zaat ke zindaan me.n kab tak rahuu.n tanhaa
sahuu.n tanhaa mai.n apne aap ko kab tak
Jeem Jazil
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
tahziib-e-zindagii ke faroG-e-vatan ke KHvaab
zindaa.n ke KHvaab kuucha-e-daar-o-rasan ke KHvaab
Sahir Ludhianvi
Nazm
14-August
vatan thaa zehn me.n zindaa.n nahii.n thaa
chaman KHvaabo.n kaa yuu.n viiraa.n nahii.n thaa
Habib Jalib
Nazm
nazm
raat ke phailte sannaaTo.n me.n
dil ke zindaan me.n ik yaad kaa diipak saa jalaa
Asima Tahir
Nazm
pahli aawaz
jaane zindaa.n se udhar kaun se manzar ho.nge
mujh ko diivaar hii diivaar dikhaa.ii dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ai dil mere nashad mere
ham-zaad mire barbaad mire
ik umr se is zindaa.n me.n huu.n