SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindaan"
Ghazal MATCHES FOR "zindaan"
Ghazal
jis ko dekho vahii zanjiir-ba-paa lagtaa hai
shahr kaa shahr hu.aa daaKHil-e-zindaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
paa-e-kuubaa.n ko.ii zindaa.n me.n nayaa hai majnuu.n
aatii aavaaz-e-salaasil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vahshat kaa sabab rauzan-e-zindaa.n to nahii.n hai
mehr o mah o anjum ko bujhaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zindaa.n me.n bhii shorish na ga.ii apne junuu.n kii
ab sang mudaavaa hai is aashufta-sarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aise bedard hu.e ham bhii ki ab gulshan par
barq girtii hai to zindaa.n me.n jalaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ye jo zindaa.n me.n tumhe.n saa.e nazar aate hai.n
ye kabhii raunaq-e-darbaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
rafta rafta yahii zindaa.n me.n badal jaate hai.n
ab kisii shahr kii buniyaad na Daalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
dil asiirii me.n bhii aazaad hai aazaado.n kaa
valvalo.n ke liye mumkin nahii.n zindaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
sabr yaa rab mirii vahshat kaa pa.Degaa ki nahii.n
chaara-farmaa bhii kabhii qaidi-e-zindaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
dekh zindaa.n se pare ra.ng-e-chaman josh-e-bahaar
raqs karnaa hai to phir paa.nv kii zanjiir na dekh