aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
vo sirf maiñ huuñ jo sau jannateñ sajā kar bhī
udaas udaas sā tanhā dikhā.ī dene lage
wo sirf main hun jo sau jannaten saja kar bhi
udas udas sa tanha dikhai dene lage
log mujh ko mire āhañg se pahchān ga.e
kaun badnām rahā shahr-e-suḳhan meñ aisā
log mujh ko mere aahang se pahchan gae
kaun badnam raha shahr-e-suKHan mein aisa
huuñ vo barbād ki qismat meñ nasheman na qafas
chal diyā chhoḌ kar sayyād tah-e-dām mujhe
hun wo barbaad ki qismat mein nasheman na qafas
chal diya chhoD kar sayyaad tah-e-dam mujhe
aql kahtī hai na jā kūcha-e-qātil kī taraf
sarfaroshī kī havas kahtī hai chal kyā hogā
aql kahti hai na ja kucha-e-qatil ki taraf
sarfaroshi ki hawas kahti hai chal kya hoga
ham tire ḳhvāboñ kī jannat se nikal kar aa ga.e
dekh terā qasr-e-ālī-shān ḳhālī kar diyā
hum tere KHwabon ki jannat se nikal kar aa gae
dekh tera qasr-e-ali-shan KHali kar diya
Jashn-e-Rekhta 11th Edition | 29-30-31 Jan, 2027 Buy Tickets
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books