Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Ishq Aurangabadi

- 1780 | Aurangabad, India

Ishq Aurangabadi

Ghazal 40

Sher-o-Shayari 18

gar shaiḳh ne aah to mat bhuul

dil meñ patthar ke bhī sharar hai

gar shaiKH ne aah ki to mat bhul

dil mein patthar ke bhi sharar hai

kahiyo ḳhud-bīñ se ki ā.īne meñ tanhā mat baiTh

ḳhatar aaseb rahtā hai parī-ḳhāne meñ

kahiyo KHud-bin se ki aaine mein tanha mat baiTh

KHatar aaseb ka rahta hai pari-KHane mein

  • Share this

muqābil ho hamāre kasb-e-taqlīdī se kyā tāqat

abhī ham mahv kar dete haiñ ā.īne ko ik meñ

muqabil ho hamare kasb-e-taqlidi se kya taqat

abhi hum mahw kar dete hain aaine ko ek hu mein

nahīñ ma.alūm dil meñ baiTh ke kaun

chashm dūrbīñ se dekhe hai

nahin malum dil mein baiTh ke kaun

chashm ki durbin se dekhe hai

  • Share this

ne kyā dekhā nahīñ gul pareshāñ ahvāl

ġhuncha kyuuñ aiñThā huā rahtā hai zardār tarah

tu ne kya dekha nahin gul ka pareshan ahwal

ghuncha kyun ainTha hua rahta hai zardar ki tarah

  • Share this

BOOKS 2

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now