- Index of Books 187953
-
-
Book Categories
-
Activities55
Children's Literature2070
Drama1025 Education377 Essays & Profiles1518 Fiction1720 Health107 History3562Humorous747 Journalism215 Language & Literature1973 Letters812
Life Style24 Medicine1031 Movements300 Novel5018 Political370 Religions4874Research & Criticism7317Short-story3047 Sketches294 Social issues118 Sufism / Mystic2279Text Books567 Translation4566Women's writings6352-
Book Categories
- Bait Bazi14
- Catalogue / Index5
- Couplets69
- Deewan1492
- Doha53
- Epics106
- Exegesis209
- Geet63
- Ghazal1321
- Haiku12
- Hamd53
- Humorous37
- Intikhab1653
- Keh mukarni7
- Kulliyat713
- Mahiya21
- Majmua5324
- Marsiya400
- Masnavi881
- Musaddas60
- Naat599
- Nazm1312
- Others78
- Paheli16
- Qasida200
- Qawwali18
- Qit'a71
- Quatrain306
- Quintuple16
- Rekhti13
- Remainders27
- Salaam35
- Sehra10
- shahr-Ashob, Hajw, Zatal Nama20
- Tareekh-Goi30
- Translation74
- Wasokht28
Sher of Abdul Mannan Tarzi
kyā yahāñ dekhiye kyā vahāñ dekhiye
aap hī aap haiñ ab jahāñ dekhiye
Abdul Mannan Tarzikya yahan dekhiye kya wahan dekhiye
aap hi aap hain ab jahan dekhiye
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ik qayāmat hai aap kā va.ada
chaliye ye bhī azaab ho jaa.e
Abdul Mannan Tarziek qayamat hai aap ka wada
chaliye ye bhi azab ho jae
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ḳhuun jab ashk meñ Dhaltā hai ġhazal hotī hai
jab bhī dil rañg badaltā hai ġhazal hotī hai
Abdul Mannan TarziKHun jab ashk mein Dhalta hai ghazal hoti hai
jab bhi dil rang badalta hai ghazal hoti hai
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
dard kā silsila hai jahāñ tak
dil kī jāgīr hogī vahāñ tak
Abdul Mannan Tarzidard ka silsila hai jahan tak
dil ki jagir hogi wahan tak
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
terī yādoñ ke lamhe bhī bedard the
tujh ko mujh se churāte rahe rāt-bhar
Abdul Mannan Tarziteri yaadon ke lamhe bhi bedard the
tujh ko mujh se churaate rahe raat-bhar
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
himmat-e-tark-e-vafā Duub ga.ī
kis ne āñkhoñ meñ utārā dariyā
Abdul Mannan Tarzihimmat-e-tark-e-wafa Dub gai
kis ne aankhon mein utara dariya
lutf-e-sohbat matā-e-ulfat hai
kuchh kaho aur kuchh suno pyāre
Abdul Mannan Tarzilutf-e-sohbat mata-e-ulfat hai
kuchh kaho aur kuchh suno pyare
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ai asīr-e-ġham sāhil idhar aa
biich dhāre se pukārā dariyā
Abdul Mannan Tarziai asir-e-gham sahil idhar aa
bich dhaare se pukara dariya
is kashmakash meñ terī galī se pare rahe
aa.e kahāñ pe harf kahāñ par na aa.e harf
Abdul Mannan Tarziis kashmakash mein teri gali se pare rahe
aae kahan pe harf kahan par na aae harf
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
nām-levā tumhārā hai 'tarzī'
aadmī kī tarah milo pyāre
Abdul Mannan Tarzinam-lewa tumhaara hai 'tarzi'
aadmi ki tarah milo pyare
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
join rekhta family!
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
-
Activities55
Children's Literature2070
-
