Sher of Aalim Akhtar Jaazib
baat to kar luuñ magar zid kaise
baat kachchī hai ḳhudā se merī
baat to kar lun magar zid kaise
baat kachchi hai KHuda se meri
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
ek be-sudh jism kī dil-jūī meñ
silvaToñ meñ ghul rahī hai chāñdnī
ek be-sudh jism ki dil-jui mein
silwaTon mein ghul rahi hai chandni
-
Share this
- See Ghazal
- Critique
- Comments
- Download
go zabāñ aa.ī zamāne meñ tabhī
jab huā paidā ḳhudā kā ham-suḳhan
go zaban aai zamane mein tabhi
jab hua paida KHuda ka ham-suKHan